Ek sirf tujhe hi chahta hoon main
har waqt phir bhi jane kyu
tujhse door rehna chata hoon main
ek bas tu hoota agar saath
kuch nahi chahta mein uske baad
Teri muskurahat hi bacha rahi hai mujhe
ab tak
warna is doobte sooraj ki lalima ki
tarah
mein bhi apne hi khoon mein lal ho
chuka hota ab tak
jane kab tak yoon khud ko sambhaal
payonga mein
agar galat hai yeh soochna toh
yeh galati karna chahta hoon main
Ek sirf tujhe hi chahta hoon main